Tanhai bhi kabhi apna sa lagta hai,
Muskura ke dekho to wo bhi sapna sa lagta hai.
Aankh band hote hi bahot apne dekhe hai,
Par aankh khol ke apna milna sapna sa lagta hai.
Sapne mai to kai dhundhle chehre nazar aate hai,
Par ab apna chehra bhi sapna sa lagta hai.
Lal-gulabi-hra-nila kuch keh jaya kati hai,
Par ab kisi se kuch sunn na bhi sapna sa lagta hai.
Band aankho se to kai sapne dekhe hai,
Par khuli aankho se ab sab sapna sa lagta hai .
Mil-jul liya bahot anzano se,
Par abb khud se milna bhi sapna sa lagta hai….
Par ab khud se milna bhi sapna sa lagta hai….
Image Source – Internet
This content, ‘ SAB SAPNA SA LAGTA HAI ‘ is under copyright of RhYmOpeDia.
im_Keshav_Sawarn |
© 2018 RhYmOpeDia
How about this content? Comment!
😐😤
LikeLiked by 2 people
Bahut acha hai , tum ab pake Kavi ho Gaye . Dil jit Liya ji
LikeLiked by 1 person
Dhanyabaad bhaiya ji….ye jaan ke bahot acha laga ki aapko ye kuch panktya pasand ayii
LikeLiked by 1 person
Likho acha likhte ho , keep it up
LikeLiked by 1 person
Thnx bhaiyaji
LikeLike
Too good , reading repeatedly. Well done
LikeLiked by 1 person