Meri Aadate

Maine uss gali mai jaana chhod diya
Jis se teri buu aati hai.

Mai ne unn rato se bair krr liya
Jo teri yaad dilati hai.

Maine khud se milna chhod dya,
Kyuki wo tumhara hua krta tha.

Mai ne saaas lena bhi chor diya
Sayad wo hawa tujhe Chuu ke guzri ho.

Maine Sona chor diya,
Taki tere sapne na wapas aaye.

Mai nafrat ke saath rehna sikh gya,
Kuki pyaar teri sakal ki yaad dilata hai.

Maine dosti krna chhod diya,
Taaki fir ehsaas na ho jaye ki tubhi kabhi meri dost thi.


You can share your views , opinions, memories, suggestions here.

For this you are most welcome!


This poem , ‘ Meri Aadate ‘ is under copyright of RhYmOpeDia.


Team Work of:

imkeshavsawarn | Abhi tThe god |
Heena Chugh (CHEERFUL SPARKLE) |

Β© 2018 RhYmOpeDia


How about this poem?
Like , Comment and Share


Published by Keshav Sawarn

I'm not perfect bcz im not fake....

18 thoughts on “Meri Aadate

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.