Mai baat tumhari karta hu

Mai baat tumhari karta hu,
Sab kehte hai sayari katrta hu.

Pehle to sirf dekha aur socha karta tha,
Par na jane ku abb sapne mai bhi tum se baate karta hu,
Mai baat tumhari…………
Sab kehte hai………………

Mai aksar kuch apni jeb mai rakh ke tumhare pass aata hu,
Par na jane kuu bin kuch bole wapas chala jata hu,
Mai baat tumhari……………
Sab kehte hai…………………

Tum hame bhula di to koi nai baat nahi,
Lekin yaad rakhna jis din humne tumhe bhula diya uss din duniya mai sachi jajbaat nahi,
Mai baat tumhari…………..
Sab kehte hai………………..

Jis mor pe aakar tum hasti ho,

Uss mor ka aakhiri ghar mera hai,

Kabhi fursat ho to aakar ke,

Ek kupp chai to pii jana,

Arr saath mai yaade le jana,

Mai baat tumhari…………..

Sab kehte hai……………….

Image Source – Internet

This poem, ‘ Mai baat tumhari karta hu’ is under copyright of RhYmOpeDia.

&_Keshav Sawarn |

© 2018 RhYmOpeDia

How about this poem? Comment!

Published by Keshav Sawarn

I'm not perfect bcz im not fake....

31 thoughts on “Mai baat tumhari karta hu

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.