Kuch kehte hai pyar aapko andha bana deta hai,
Kuch to pyar ko hi andha bana dete hai,
Par kya bolu unse jo pyar mai bhi dekhna chahte hai.
Kuch ankho mai khote hai,
Kuch bato mai khote hai,
Pur apni duniya kuch alag hai,
Hum to har ek saas mai khote hai.
Kuch pass hoke bhi dur hote hai,
Kuch dur hoke bhi pass hote hai,
Par apni kahani sab se alag hai,
Tanhaiyo me bhi apke khaylo me apne pan sa lgta hai.
Kuch jayda emotions wale hote hai,
Kuch kam emotions wale hote hai,
Par kya bolu apne bare mai,
Emotions bhi unki dastak dete hi mom ki tarah pighal jate hai.
Kuch ehsaso ko tabazzo dete hai,
Kuch khayalo ko tabazzo dete hai,
Kuch to apne dimag ki bhi sun lete hai,
Kae to dil ki sun te hai,
Par hum to unki har ek ruh ki aawaz ko sun lete hai.
Kuch apne ehsaaas bol ke baya karte hai,
Kuch gaa ke to wahi kuch naach ke,
Par hum to aaj bhi sabdo ke sath khel ke baya karte hai.
Kuch manjil ke liye raah dundh lete hai,
Kae to raah ko hi manjil bana lete hai,
Hum bhi nikle the usi raah par,
Par kya kare raah ne hi hume apni manzzil chun li.
Kae to sadko pe milte hai,
Kae raah me milte hai ,
Par apni mulakat hui thi saaso ke ek mod pe,
Aur uss roz se hum aap ke har ek saaso ko pehcante hai.
Image Source – Internet
This poem, ‘Khayalat’ is under copyright of LoOsEaCtIoN.
&_Keshav Sawarn |
© 2017 LoOsEaCtIoN
How about this poem? Comment!
Luvly yaar👌👌
LikeLiked by 1 person
Thanks Shakib
LikeLike
Great ideology and the form of love. Osm brother
LikeLiked by 1 person
Thanks prakash…..is nice to get appriciated by you
LikeLike
Amazing going well
LikeLike
Mxt bebo
LikeLiked by 1 person
Ooooo…thanx bhashkar
LikeLike
Actually fabulous line’s Bhai.. lovely 👌
LikeLiked by 1 person
Thanks uday Pratap (jalia)
LikeLike
Keep your good work going , it will help you a lot
LikeLiked by 1 person